FESTIVAL OF CHRISTMAS IN HINDI
Christmas isahiyo ka subse baada tayohar hai.Isamashi samudhay ke log iss tayohar ko bahut doomdam aur ullash ke saath mannate hai.yeh tayohar har saal 25 dec.ko manaya jaata hai. yeh din God jeesus Criest ke janamdin ke rup may manaya jata hai.
Jesus Criest ek mahan viakti theay aur unhoney samaj ko pyar aur Insaniat ki shiksha di. unhoney duniya ko prem aur bhaichare ke saath rahney ka sandesh diya kha.inhey isver ka pyara aur eklotta beta mana jata hai. osh samay ke shashko ko jesus ka sandesh pasand nahi tha. unhone jesus ko suli par lataka ke mar dala kha,asi manayta hai ki jesus phir se jee utey.
Christmas ke din ishai log apne ghar ko bhalibhanti sajate hai. Christmas ki tayaria pahlay se hi hone laagti hai.lagbag 15 din pahlay se hi chhutia hone lagti hai. bajaro ki ronke barh jati hai.ghar aur bazzar rangeen roshni se jagmaga uuthtai hai. Charch mai vishash parathnai hoti hai.Loge apne ristaidaaro aur mitro se milnai unke ghar jate hai.sabi apse me uphar dete hai. ishe din aagan me cristmas tree lagaya jata hai.iski visesh sajavat ki jaati hai.ishe tayohar mai kake ka vishesh mahatav hai. sweet and delisious kake khilane ka rivage bahut purana hai. looge ek-doosre ko kake khilakar parav ki badai dete hai. santa close ka roop dharan karke viakti bachho ko uphar deta hai. ashi manayta hai ki santa clause swarge se atta hai aur uphar dekar jata hai.
No comments:
Post a Comment